Pehly Ashre ki Duaa
اے میرے رب! بخش دے اور رحم فرما، تو سب سے بہتر رحم فرمانے والا ہے۔
Khula hai dar-e-rehmat pehle ashray mein,
Mangi hai humne jannat pehle ashray mein.
🌙
کھلا ہے درِ رحمت پہلے عشرے میں
مانگی ہے ہم نے جنت پہلے عشرے میں
Doosre AShre ki Dua
میں اللہ سے اپنے تمام گناہوں کی معافی مانگتی ہوں اور اسی کی طرف رجوع کرتی ہوں
Maafi mil rahi hai har khata ki ab yahan,
Maghfirat ka waqt hai, khush hai zameen-o-asman.
🌙
معافی مل رہی ہے ہر خطا کی اب یہاں
مغفرت کا وقت ہے، خوش ہے زمین و آسماں
Teesray Ashre Ki Dua
اے اللہ! مجھے آگ سے پناہ عطا فرما
Nijaat ki ghari hai, ibadat ki raat hai,
Aakhri ashray mein milti naseebon ki baat hai.
🌙
نجات کی گھڑی ہے، عبادت کی رات ہے
آخری عشرے میں ملتی نصیبوں کی بات ہے
Ya Allah! Is mubarak mahine mein hamari ibadat ko qabool farma, hamare gunahon ko maaf farma aur hamare rizq mein barkat ata farma. (Ameen)

.png)
.png)
.png)